Posts
Showing posts with the label huriya faheem
- Get link
- X
- Other Apps
qaadira, sarwara, rahnuma, dastgeer Roman | हिन्दी | اردو Roman qaadira, sarwara, rahnuma, dastgeer ghaus-e-aa'zam imaam-e-mubiin ! be-nazir ! al-madad dast-geer al-madad dast-geer zikr se tere tal jaaein sab mushkilein naam se tere paaen rihaaee aseer al-madad dast-geer al-madad dast-geer tere zer-e-qadam auliya asfiya sarwar-e-sarwaran peer-e-roshan zameer al-madad dast-geer al-madad dast-geer tu jise chaahe de, jis qadar chahe de teri bakhshish niraali, 'ataa be-nazeer al-madad dast-geer al-madad dast-geer tu hai aaeena-e-siirat-e-mustafa tu 'aleem-o-khabiir-o-basheer-o-nazeer al-madad dast-geer al-madad dast-geer kuchh nahin chaahte aur tere siwa kaise sultaan hein tere dar ke faqeer al-madad dast-geer...
- Get link
- X
- Other Apps
jashne aamad-e-rasool allah hi allah jashne aamad-e-rasool allah hi allah bibi aamena ke phool allah hi allah jabke sarkaar tashrif laane lage hooro gilmaan bhi khushiyaan manaane lage har taraf noor ki roshni chhaa gayi mustafa kya mile zindagi mil gayi aye halima teri god mein aa gaye donon aalam ke rasool allah hi allah chehra-e-mustafa jab dikhaya gaya juk gaye taare aur chaand sharma gaya aamena dekh kar muskaraane lagi hawwa mariyam bhi khushiyaan manaane lagi aamena bibi sab se ye kehne lagi dua ho gayi qubool allah hi allah shaadiyaane khushi ke bajaaye gaye shaad ke nagme sab ko sunaaye gaye har taraf shor salle ‘ala ho gaya aaj paida habeebe khuda ho gaya fir to jibreel ne bhi ye aelaan kiya ye khuda ke hain rasool allah hi allah jinka saaya zameen par na paaya gaya noor se noor dekho juda na hua ham ko abid nabi par bada naaz hai ky...
- Get link
- X
- Other Apps
marhaba wo habibe khuda aa gaye marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba wo habibe khuda aa gaye salle ala nabiyyena salle ala muhammadin josh mein aa gayi rehmate kibriya ham garibon ke haajat rawa aa gaye gam ke maron ke gam door hone lage shor utha ke mushkil kusha aa gaye marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba wo habibe khuda aa gaye salle ala nabiyyena salle ala muhammadin aaftaabe risaalat daraksha hua door duniya se saara andhera hua zikr se unke dil jagmagaane laga leke anwaar noorul huda aa gaye marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba wo habibe khuda aa gaye salle ala nabiyyena salle ala muhammadin ham gunaahgaar jate na jaane kahaan mil gayi hai khusha unke dar ki amaan faizo bakhshish ke dar khul gaye har taraf ho mubaarak shafeeul wara aa gaye marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba wo habibe ...
- Get link
- X
- Other Apps
apni nisbat se main kuchh nahi hun apni nisbat se main kuchh nahi hun is karam ki badolat bada hun unke tukdon se a'ezaz pa kar taajdaron ki saf mein khada hun is karam ko magar kya kahun ga meine mana mainsab se bura hun jo buron ko samete hue hein unke kadomon mein bhi pada hun unke tukdon se a'ezaz pa kar taajdaron ki saf mein khada hun dekhta hun jab unki atayein bhul jata hun apni khataein sar nadamat se uthta nahin hai jab mainapni taraf dekhta hun shafa'e muztaba ke karam ne laaj rakhli mere khote pan ki nisbaton ka karam hai ke khalid khota hote hue bhi khara hun apni nisbat se mainkuchh nahi hun is karam ki badolat bada hun अपनी निस्बत से मैं कुछ नहीं हूँ अपनी निस्बत से मैं कुछ नहीं हूँ इस करम की बदौलत बड़ा हूँ उनके टुकड़ों से अ’एज़ाज़ पा कर ताजदारों की सफ़ में खड़ा...
- Get link
- X
- Other Apps
dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga Naat-Khwaan: Zulfiqar Ali Husaini dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga kabhi to qismat khule-gi meri, kabhi to mera salaam hoga dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga khilaf-e-maashuk kuchh huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga KHuda bhi hoga udhar hi aye dil ! jidhar wo aali makaam hoga dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga kiye hi jaaunga 'arz matlab, milega jab tak na dil ka matlab na shaam-e-matlab ki sub.ha hogi, na ye fasaana tamaam hoga dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga jo dil se hai maeel-e-payambar, ye us ki pehchaan hai muqarrar ke har dam us be-nawa ke lab par, durood hoga salaam hoga dar-e-nabi par pada rahu.nga, pade hi rehne se kaam hoga isi tawaqqo pe ji raha hu.n, yahi tamanna jila...
- Get link
- X
- Other Apps
teri hamd hai teri sana teri hamd hai teri sana lailaha illalallah lailaha illalallah dhadkan dhadkan wird tera lailaha illalallah lailaha illalallah jo tauhid ka nagma hai har dam gunjata rehta hai koi shareek nahin tera lailaha illalallah lailaha illalallah alam alam sub'ho masa tere aage sar hai juka beshak tu hai sab se bada lailaha illalallah lailaha illalallah zaat hai teri hi be-ay'eb tuj par imaan hai bil-gayb sab se afzal hai kalema lailaha illalallah lailaha illalallah तेरी हम्द है तेरी सना तेरी हम्द है तेरी सना लाइलाहा इल्लल्लाह लाइलाहा इल्लल्लाह धड़कन धड़कन विर्द तेरा लाइलाहा इल्लल्लाह लाइलाहा इल्लल्लाह जो तौहीद का नग़्मा है हर दम गूंजता रहता है कोई शरीक न...
- Get link
- X
- Other Apps
maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe roze di pyari jali ankhiya ne naal lawe tere kaul aa ke tennu kadi haal mein sunawa chadun teri gali wich palka de naal lawan tere dar de khadima wich mera naam bhi te aawe maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe jiwe uwais karni nu diwana si banaya habshi bilal utte jeda rang si chadaya mango dua wo sohna o rang menu laawe maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe koi gaus koi khwaja koi data ban ke aawe koi bhulle shah baneya koi baahu ban ke aawe wo aamena dha jaani rang apna jisnu laawe maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe kidhar o farishte har dam sattar hazar rende saare wali bhi har dam tere huzur rende rabb o haseen manzar mehmood nu wikhawe maula o din wi aawe aye mangata madine jaawe roze di pyari jali ankhiya ne naal lawe मौल...
- Get link
- X
- Other Apps
jab mahe taiba ki sine mein jalak pata hai dil jab mahe taiba ki sine mein jalak pata hai dil jalwa gaah-e-arsh se aage nikal jaata hai dil ya rasulallah! ab to hazari ka izn ho aapke darbar mein jaata hai dil aata hai dil iztirab-e-gham mein donon hein barabar ke sharik dil ko samjata hun main aur mujhko samjata hai dil main saza ka mustaheek hun aye shah-e-wala karam meri bad aamaliyon par kyun saza pata hai dil juz madina mustakee miska koi hal hi nahin aah ki betaab mozon se jo takrata hai dil jalwa gaah-e-arsh se aage nikal jaata hai dil jab mahe taiba ki sine mein jalak pata hai dil jalwa gaah-e-arsh se aage nikal jaata hai dil जब माहे तैबा की सीने में झलक पता है दिल जब माहे तैबा की सीने में झलक पता है दिल जल्वा गाह-ए-अर्श से आगे निकल जाता है दिल या रसूलल्लाह अब तो हाज़िरी का इज़्न हो आपके दरबार में जाता है दिल आता है दिल इज़्तिराबे ग़म में दो...
- Get link
- X
- Other Apps
sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo sheh saware buraqo ameere aalam dafa-e-har bala, dafa-e-har waba dafa-e-kehto gham, raazo ranjo alam sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo is'm likkha gaya is'm uncha hua is'm mohre quboole shafa'at bhi hai is'm ki barkatein, is'm ki ronakein is'm loho qalam ki amanat bhi hai kya arab kya ajam sab ke sardar hain sab ke sardar ka hai muqaddas badan haramo kaaba ko mojo munawwar karein wo mahekti wo paakiza sirat ke rang sahib-e-taaz wo shahe me'raj wo chasht gahon ka sooraj wujood aapka aap har shab ki zulmat ke mahtab hain sadre bazm-e-bulandi o raf'at ke hain rahguzar-e-hidayat ke mahtab hain saari makhluq ki hai wo jaahe amaan saari taarikiyon ke wo roshan chiraag nek teerat hain wo, nek atwaar hain unke hathon mein hain bakhshishon ke ayaan ...
- Get link
- X
- Other Apps
thandi thandi hawa rehmaton ki chali thandi thandi hawa rehmaton ki chali banke mauje karam mustafa aa gaye haal meri ho gayin khud ba khud mushkilein saare aalam ke mushkil-kusha aa gaye aa gaye aa gaye mustafa aa gaye aamena ka muqaddar sanwaara gaya god mein chaand jiski utaara gaya hooro gilma salaami ko jukne lage padte rizwaan salle'ala aa gaye aa gaye aa gaye mustafa aa gaye donon aalam ki qismat badalne lagi noor mein saari kaunain dhalne lagi khush muqaddar halima mubarak tujhe god mein teri khairul-wara aa gaye aa gaye aa gaye mustafa aa gaye ban gayi hai zameen rashke bage jina saj gaye aasmaan khil utha gulsitaan maang lo rehmatain khol lo joliyan dene khairaat haajat rawa aa gaye aa gaye aa gaye mustafa aa gaye aaj koi bhi saaeem na khaal...
- Get link
- X
- Other Apps
marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas marhaba aaj chale.nge shah-e-abraar ke paas insha.allah pahunch jaaenge sarkaar ke paas pesh karne ke liye kuchh nahi.n badkaar ke paas dhero.n isyaa.n hei.n gunahgaaro.n ke sardaar ke paas mil chuka izn, mubaarak ho madine ka safar kaafile waalo.n ! chalo dilbar-o-dildaar ke paas mai.n gunahgaar gunaaho.n ke siwa kya lata nekiyaa.n hoti hei.n sarkaar ! nekokaar ke paas aankh jab gumbad-e-khazra ka nazaara kar le dam nikal jaaye mera kaash ! dar-e-yaar ke paas dono.n 'aalam ki bhalaayi ka suwaali ban kar ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas shaah-e-waala ! ye madine ka bane deewaana ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas apna gham, chashm-e-nam aur riqqat-e-qalbi dijiye ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas hai madine mei.n shahaadat ka ye mangata maula ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas isko jannat mei.n jawaar apna 'ata ho daata ! ek bhikaari hai khada aap ke darbaar ke paas qabr mei.n yu.n hi naki...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Rahe jate hein ye armaan, haye Mere Sine mein Na Kaabe ki zameen dekhi, na pahunchi Main Madine mein Suna hai Noor ki barsat hoti hai Madine mein Ilahi ! Ek chhinta aa lage Ham sab ke sine mein Muhammad Is tarha tashrif farmaan hein Madine mein Ke jaise Sura-e-Yaseen ho Quraan ke sine mein Muhammad ki judaai aag bhadkati hai sine mein Rawaan jab dekhti hun kaafile hajj ke mahine mein Rahe jate hein ye arman haye Mere Sine mein Na Kaabe ki zameen dekhi na pahunchi Main Madine mein हिंदी(HINDI): रहे जाते हैं ये अरमान, हाय मेरे सीने में न काबे की ज़मीं देखी, न पहुंची मैं मदीने में सुना है नूर की बरसात होती है मदीने में इलाही ! एक छींटा आ लगे हम सब के सीने में मुहम्मद इस तरह तशरीफ़ फ़रमाँ हैं मदीने में के जैसे सूरा-ए-यासीन हो क़ुरआन के सीने में मुहम्मद की जुदाई आग भड़काती है सीने में रवां जब देखती हूँ काफिले हज के महीने में रहे जाते हैं ये अरमान, हाय मेरे सीने में न काबे की ज़मीं देखी, न पहुंची मैं मदीने में ENG हिंदी
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Main Tere qurban Muhammad, Main Tere qurban Kahin Muzammil, Kahin Mudassir Ya Roohul Quraan Main Tere qurban Muhammad, Main Tere qurban Arshe Bari se Farshe Zameen tak, Sab Tera sarmaya Ye Aalam ya Wo Aalam ho Sab pe Tera Saya Ye rutba ye shan Muhammad ! Main Tere qurban Kahin Muzammil, Kahin Mudassir Ya Roohul Quraan Main Tere qurban Muhammad, Main Tere qurban Ohje surayya, Arshe baree sab, Tere qadam ke niche Hooro Malaik, Jinno bashar sab, Tere pichhe pichhe Aye Rabb ke Mehman Muhammad ! Main Tere qurban Kahin Muzammil, Kahin Mudassir Ya Roohul Quraan Main Tere qurban Muhammad, Main Tere qurban Teri yaad mein rone wali, Aankh jise mil jaye Radde bala ho, gham ki dawa ho, Daman bhi dhul jaaye Bakhshish ka saman Muhammad ! Main Tere qurban Kahin Muzammil, Kahin Mudassir Ya Roohul Quraan Main Tere qurban Muhammad, Main Tere qurban Adeeb ! aakhir Meri ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Ya Gaus Mere murda Dil ko jila do aakar Thokar se Tum ne Apni murdon ko hai jilaaya Ya Gaus Mujko behre Isyaan se Tum nikaalo Jaise ke dubi kashti ko do pal mein hai nikaala Izne Khuda se Tumne murde kiye hein zinda Baraa baras ki dubi kashti ko bhi nikaala Hasani Husaini gulshan ke ho mahekte phool Zahra ka laadla Tu Maula ka Tu Pyaara Kuchh khauf Roze maheshar ka Ubaid ko ho kyunkar Gardan mein Iski patta Ya Gaus hai Tumhara हिंदी (HINDI): या गौस मेरे मुर्दा दिल को जिला दो आकर ठोकर से तुमने अपनी मुर्दों को है जिलाया या गौस मुझको बेहरे ईस्यां से तुम निकालो जैसे के डूबी कश्ती को दो पल में है निकाला इज़्ने खुदा से तुमने मुर्दे किये हैं ज़िंदा बारा बरस की डूबी कश्ती को है निकाला हसनी हुसैनी गुलशन के हो महकते फूल ज़हरा का लाडला तू मौला का तू प्यारा कुछ खौफ रोज़े महशर का उबैद को हो क्यूँकर गर्दन में इसकी पत्ता या गौस है तुम्हारा
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): salle-'ala nabiyyina, salle-'ala muhammadin salle-'ala shafee'enaa, salle-'ala muhammadin ban ke rahmat wo aa gaya sohna, sab ki bigdi bana gaya sohna salle-'ala nabiyyina, salle-'ala muhammadin salle-'ala shafee'enaa, salle-'ala muhammadin naare wajde si baarwi raati, wekho-wekho oh aa gaya sohna ban ke rahmat wo aa gaya sohna, sab ki bigdi bana gaya sohna dil kisi jaah te hun nayyo lagda, rob aisa wekha gaya sohna ban ke rahmat wo aa gaya sohna, sab ki bigdi bana gaya sohna zarre-zarre te noor wasda aye, jetthe talwe oh laa gaya sohna ban ke rahmat wo aa gaya sohna, sab ki bigdi bana gaya sohna saare lashkar nu niki jaayi bakri, wekho raaj ke khowa gaya sohna ban ke rahmat wo aa gaya sohna, sab ki bigdi bana gaya sohna salle-'ala nabiyyina, salle-'ala muhammadin salle-'ala shafee'enaa, salle-'ala muha...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam Hai wahi Saahibe Taajo Meraaj hein Ham Gulaamon ki Sarkaar hi laaj hein Hein wohi Aasmanon ke naksho nigaar Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam Wo Jamilu-shiyam Wo shafi-ul Umam Sahibe jood aur baadshahe karam Jinka Isme giraami bhi hai shaahkar Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam Jinpe bheje Khuda khud Duroodo Salaam Zikr ko Jinke Rabb ne diya hai Dawaam Jo hue Rehmate Haq ke aayina daar Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam Bazme Qauno Makaan ko Sanwaara gaya Khub har ek shay ko nikhaara gaya Phir yahaan aaye Mehboobe Parwardigaar Dalo Dalo Nabi par Duroodon ke haar Bhejo Bhejo Nabi par Duroodo Salam Allah Allah Tashreef laaye Nabi Wo Nabi Jinpe hai Khatm Paygambari Jinpe hai Saari Duniya ka Daaro Madaar Dalo Dalo Nabi par Duroodon ...
- Get link
- X
- Other Apps
Thandi thandi hawa rehmaton ki chali Banke Moze karam Mustafa aa gaye Hal meri ho gayi khud ba khud mushkilein Sare alam ke mushkil kusha aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aamna ka mukaddar sawara gaya God mein chand jiski utara gaya Hooro gulma salami ko jukne lage Padte Rizwan Salle Ala aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Donon alam ki kismat badalne lagi Noor mein sari kaunayn dhalne lagi Khush Mukaddar Halim mubarak tuje God mein teri khayrul wara aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Ban gayi hai zameen rashke bage jina Saj gaye aasman khil utha gulsitan Manglo rehmatien khol lo joliyan Dene khairat hajat rawa aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aa gaye Aa gaye Mustafa Aa gaye Aaj koi bhi saeem na khali rahe Sab muradein mile har musibat tale Madani aqa ki amad ka sadka mile Bhik lene ko ham ya khuda aa gaye Aa gaye Aa gaye Musta...
- Get link
- X
- Other Apps
Utri hai rab ki rehmat Ramzan ke dinon mein Dekho khuli hai jannat Ramzan ke dinon mein Fir chand aasman par Ramzan ka hai chamka Aao karein ibadat Ramzan ke dinon mein Rehmat ka ashra aaya mehroom kyun rahen ham Teri ho ham pe rehmat Ramzan ke dinon mein Ashra e magfirat mein bakhshish ka muzda de de Aesi tu kar inayat Ramzan ke dinon mein Quraan se kar ujagar sinon ko tu hamare Kar de ata hidayat Ramzan ke dinon mein
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

